欧宝娱乐

Dard Quotes

Quotes tagged as "dard" Showing 1-3 of 3
“Dard baantne se Kam hota hai, jitna baanto utna kum. Par hamesha aisa nahi hota, kabhi kabhi dard ho hota hai par zubaan se bahar nahi aa pata, kyunki hamara dard hume sambhalta hai, sikhata hai. Iss tarah k dard ko likh dena chahiye, ye vo dard hai vo sirf likh k kum hota hai.”
Ratish Edwards

“Na hum kisi k, na koi hamara,
Kon chale saath, kon bane Sahara,

Beet Gaya vo waqt, kal jo tha hamara,
Reh Gaya bas dard, aur ek zakhm gehra,

Aksar yaad aata, uska woh chehra,
Kuch bhooli baatein, aur hasna woh hamara,

Jate jate aksar, uska woh ruk jana,
Aur ye kehna, kaash thaher jaye ye waqt hamara,

Jabhi yaad karta hu mein, apna woh waqt sunhera,
Saath chali aati hai, uski yaadon ka pehra,

Ab aur kya bataun, khul na jaye ye raaz hamara,
Varna mazaak udayegi ye duniya, Tuta dil hai bechara,

Na hum kisi k, na koi hamara,
Kon chale saath, kon bane Sahara”
Ratish Edwards

Abhijit Naskar
“Bugungi dard ertangi tojga aylanadi.”
Abhijit Naskar, Amor Apocalypse: Can谋m Sana 陌htiyac谋m