ŷ

Urdupoetry Quotes

Quotes tagged as "urdupoetry" Showing 1-9 of 9
Muhammad Iqbal
“Ilm Ne Mujh Se Kaha Ishq Hai Diwana-Pan
Ishq Ne Mujh Se Kaha Ilm Hai Takhmeen-o-Zan

Knowledge said to me, Love is madness;
Love said to me, Knowledge is calculation

Band-e-Takhmeen-o-Zan! Kirm-e-Kitabi Na Ban
Ishq Sarapa Huzoor, Ilm Sarapa Hijab

O slave of calculation, do not be a bookworm!
Love is Presence entire, Knowledge nothing but a Veil.”
Allama Mohammad Iqbal

“Kabhi dekh khud ko bhi shauq-e-mohabbat se,
Vaise toh duniya main tere talabghar bahut hain..”
Jasz Gill

“Shauq-e-parwaaz ne zinda rakha hai abb tak..
Warna bhoj mujh par bhi hain bahut halaat-e-hayat ke..”
Jasz Gill

“Baaghi udhano ka shauq hai agar..
Toh sone ke pijron ki khawaish kaisi..”
Jasz Gill

“Safar main hai jo kab se kahin woh hawa toh nai...
Kiwaaron se pocho kahin woh dastak se khafa toh nai...
Ayeney main jo nazar aata hai aur nai bhi...
Mera ek aks meri hi nazaron se chupa toh nai...”
Jasz Gill

“Mujhy Asia Shaoor Dy Day Ya Rub
K,
Main Samjh Sakun Jazbat Ko...!”
Hareem Iqbal

“Uske rangon main se ek rang udhaar maang kar..sochta hoon aasman ka rang abb surkh kar doon...”
Jasz Gill

“When you suspect the air
Then switch off the world

जब तुम्हे� हवाओ� पे शक़ हो जा�
तो दुनिया� का स्वि� ऑफ कर देना”
Vineet Raj Kapoor

Wajid Shaikh
“Gairo ki baato pe itna aitbaar na laaya kar, dil ki sunn kabhi phir dimaag lagaaya kar”
Wajid Shaikh