ŷ

Mohabbat Quotes

Quotes tagged as "mohabbat" Showing 1-13 of 13
Ahmad Faraz
“Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa
aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa..
Pahale se maraasim na sahii phir bhi kabhi tou
rasm-o-rahe duniya hi nibhane ke liye aa..
Kis kis ko batayenge judaai ka sabab ham
tu mujhse khafaa hai tou zamaane ke liye aa..
kuch tou mere pindaar-e-mohabbat ka bharam rakh
tu bhi to kabhi mujh ko manaane ke liye aa..
ek umr se hoon lazzat-e-giriyaa se bhi maharuum
aye raahat-e-jaan mujh ko rulaane ke liye aa..
ab tak dil-e-khushfeham ko tujh se hain ummiden
ye aakharii shammen bhi bujhaane ke liye aa ....”
Ahmed Faraz

Bano Qudsia
“Mohabat ki khatir to admi suli charta rahe, marta rahe, khapta rahe, par kisi ki ana ko mota karne k liye koi kab tak apni jaan mare?”
Bano Qudsiyah, Raja Gidh / راجه گدھ

“Kabhi dekh khud ko bhi shauq-e-mohabbat se,
Vaise toh duniya main tere talabghar bahut hain..”
Jasz Gill

“Samundhar se pooch raha hoon uski dayar kya hai...
Jaise aashiq khuda se pooche khumaar-e eshgh ki wajah kya hai...
Mudda ek kaash se lekar doosre kaash tak ka hi toh hai..
Toh kabhi zahir kar mijaaz main teri raza kya hai...”
Jasz Gill

Tripurari Kumar Sharma
“हर क़द� पर ख़ु� को महफ़ू� रखने के बारे मे� सोचन� वाले लो� कभी मुहब्ब� नही� कर पाते�”
Tripurari Kumar Sharma, Aakhiri Ishq

Tripurari Kumar Sharma
“ज़िन्दगी मे� दो लोगो� को एक तर� का हक़ नही� दिया जा सकता था�”
Tripurari Kumar Sharma, Aakhiri Ishq

Tripurari Kumar Sharma
“या� को� ऐसी शय नही� जिसे फ़र्नीचर की तर� दि� से बाहर फेंक सको।”
Tripurari Kumar Sharma, Aakhiri Ishq

Tripurari Kumar Sharma
“मुहब्ब� करने वाले की नाकामी मे� ही मुहब्ब� की कामयाबी छुपी होती है�”
Tripurari Kumar Sharma, Aakhiri Ishq

Tripurari Kumar Sharma
“अपने दि� की मासूमियत को महफ़ू� रखना, इस दुनिया मे� सबसे मुश्कि� का� है�”
Tripurari Kumar Sharma, Aakhiri Ishq

Tripurari Kumar Sharma
“मुहब्ब� की पर� इसी बा� मे� है कि आप किसी का सा� कब तक देते हैं।”
Tripurari Kumar Sharma, Aakhiri Ishq

Tripurari Kumar Sharma
“दो लोगो� का मुहब्ब� मे� पड़ जाना बे-वज� ही होता है मग� उनका अल� होना उन दोनो� का फ़ैसल� है�”
Tripurari Kumar Sharma, Aakhiri Ishq

Tripurari Kumar Sharma
“उस इंसा� से कभी झू� नही� बोलन� चाहि�, जो तुमस� इश्क़ करता हो�”
Tripurari Kumar Sharma, Aakhiri Ishq

Janid Kashmiri
“Mera ishq Mazak nahi hai Jaana�

Mazaq mein hoon, mazaq meri zindagi
Magar mera ishq mazaq nahi hai jaana

Teri yaadon mein basa hai mera dil
Yeh dard, yeh haal, faraq nahi hai jaana

Har pal tujhe sochta hoon mein tanhai mein
Yeh khwab, yeh khayal, saraab nahi hai jaana

Mere ashkon mein chhupi hai teri kahani
Yeh dastaan, yeh bayaan, khaali nahi hai jaana

Har lamha tujh se mohabbat karta hoon mein
Yeh wada, yeh qasam, adakaari nahi hai jaana

Mazaq mein hoon, mazaq meri zindagi
Magar mera ishq mazaq nahi hai jaana”
Janid Kashmiri